........nahi
Rishtey hain par ab
Riste nahi
Aati jaati lehron pe khwaab abb
Tikte nahi
Abhi abhi mile hain jaane pehchane anjano se
Mil ke bhi ab dil
Khilte nahi
Koshish kare bhi lakh par
Bandhe hue gaanth puri tarah
Khulte nahi
Jee lete hain akele hi sehra me wo
Jo khud ho zalzale, wo or
Jalte nahi
Dariya me bhi na hue garq aashana
Iss thahare hue paani se ab wo
Darte nahi
Aanshu ke dhaago me jo pirote hain
Jakhmon ko
Kisi ko bhi nashtar wo
Chubhote nahi
Riste nahi
Aati jaati lehron pe khwaab abb
Tikte nahi
Abhi abhi mile hain jaane pehchane anjano se
Mil ke bhi ab dil
Khilte nahi
Koshish kare bhi lakh par
Bandhe hue gaanth puri tarah
Khulte nahi
Jee lete hain akele hi sehra me wo
Jo khud ho zalzale, wo or
Jalte nahi
Dariya me bhi na hue garq aashana
Iss thahare hue paani se ab wo
Darte nahi
Aanshu ke dhaago me jo pirote hain
Jakhmon ko
Kisi ko bhi nashtar wo
Chubhote nahi
0 Comments:
Post a Comment
<< Home